Hashtags kya hai or Inka kya use hai ?

Dosto Apne #HASHTAGS Ke Baare Me To Kai Bar Suna Hoga To Aaj Me Apko Iske Bare Me btane Wala Hu




Hashtags kya hai or Inka kya use hai?


Hashtags kya hai:-Aapne ye to dekha hi hoga # laga kar bhut war  words likhe hote hai.. Jese Youtube,Facebook,Twitter etc par Apne Kai Bar Dekha Hoga, Jisko hashtag hi khete hai..
Jese example aap dekh sakte hai.. Me ye jo tips share kar raha hu unka hashtag hai #HAH Tips


Hashtags Ka kya Use Hai?

Hashtag ek trha ki clickable link hoti hai.. Jisme hota ye hai uss hashtag ke sath jitni bhi post hai wo sab aa jati hai uspar click karne par..

To jese koi event hai, ya kuch bhi special category hai.. Ya jese me tips ki Post share kar raha hu aesa kuch hai... Jisko Aap chate hai ek category me bhi rakhe ya koi uss hashtag ko Search kare to wo post aaye to aap hashtag use kare.

Hashtag abhi ke time me sabhi social sites support karti hai.

Iska ek faida ye bhi hai.. Jese agar kuch trending me chal raha hai to aap uss hashtag ko apni post me use karke jada logo tak apni post phucha sakte hai..

So, hashtags kya hai or uski kya power hai or kya uska use hai or kya useke faide hai.. Unko najar andaja naa kare..

Misuse Of Hashtags

Hashtags Ke Baare Me To Apko Pta Chal Gya Hoga  Par aesa bhi nahi aap hashtags ki spamming start karde.
Yadi Uska sahi use kare to aapko usse jarur help milegi.
Kucha Log Har Shabd Ke Age # Lgana Shuru Kar Dete He Jo Ki Galat He.

Reactions

Post a Comment

0 Comments