Blogging kaise start kre ? How To Start Blogging 2020

Hlo Dosto to aaj me aa gya hu ek or topic ke sath jiame me apko btane wala hu ke Agar aap Blogging me New hai, to kaha se or kaise Blogging start karna hai
Dosto ye baat to aap jante honge ke Jese jese ham sikhte jate hai wese wese hamari value badti jati hai, to jitna aap sikhege utni aapki value badegi, or utna hi jada paisa,Visitor,success aaple pass aayegi.




Ab agar aap Blogging me New hai to kaha se start kare hai uska kisi ko pta nhi hota or agar aap bhi new he to  uske liye aap in points ko follow kare. baki to jese jese aapke samne chije aati jayegi aap sikhte jayege.

1) Agar aap bilkul New hai to aap sabse phele sikhe

  • Blog Kya hai, 
  • Kaise Blog Banta hai, 
  • Blog me kya kar sakte hai 
  • Kaise Blog ko manage karta hai
ye sabse basic hai jo aap aasani se sikh sakte hai.. to sabse phela kaam hai in sab point ko achi se sikhna or samajna.


2) Blog bana kar usko phele achi se pura setup kare, or sahi design kare

  • Badiya template lagaye.
  • Menu add kare
  • jo bhi basic setting hai wo set kare (date, comment, font, color etc jesi choti choti chije)
  • Article kaise likhte hai, or uske editor ko sahi trha se kaise use kare wo achi se sikhe.


3) Blog kis topic par banana hai, or jo topic hai usme aapko kitna aata hai ya aap kya share kar sakte hai, uske upar search kare. 
Dhiyan rahe jo phele se hai agar aap wahi dalne wale hai apne blog me to apna time barbad naa kare. 
Jab aapko badiya Topic mil jaye, jisko aap badiya tarike se kar sakte hai to ab usko sahi trha se likhne ki kosis kare.


4) Ab Post aap likh kar blog me dalege to usko search me lana bhi jaruri hai, uske liye SEO ke ware me sikhe.
  • SEO Kya hai
  • On Page SEO kaise kare
  • Off Page SEO kaise kare

Ab Aap Blog ko kaise manage karna hai or kaise usme post dalna hai or kaise usko search me lana hai... jesi sabhi basic jankari le chuke honge


5) Ab jo bhi aapne sikha hai usko post me implement karke badiya se badiya post likhne ki kosis kare..
Note: aesa bilkul nahi hai, mene jo point bataye aapne wo sikh liye to aapne sab kuch likh liya.. aapko daily or regular naya sikhte rhenea hoga or aapne aapko improve karna hoga..
Ab aap daily kam se kam 1 post dale 1 Month tak or fir 30 days baad aap dekhege agar aapne in points ko follow kiya or daily kuch na kuch naya sikha to aap phele se bhut jada apne aapko improve payege.

Iske baad last aata hai.. jab aapko logo se greetings milne lage, ki badiya blog banaya hai, badiya jankari share ki hai. or aapko bhi lage ki haa ab mere content me dam hai to uske baad ads ke liye apply kare..
Yaha main focus paise par nahi, content par rakhna hai to bhale aapke phele mahine me 100$ bhi naa ho par ek din aap 100$ bhi aasani se kama loge. To Ue Thi Blog Start Krne Ki Kuch Main Baate

Agar aap New hai to ye points to aapke bhut kaam aane wale hai, par agar aap new nahi hai fir bhi aap agar in point ko dhiyan se read karege to aapko bhi bhut kuch naya sikhne ko milega.

Aapko Jankari pasand aai ho to Comment karke bta sakte hai, jisse muje bhi khusi hogi aage or bhi badiya se badiya jankari share karne me.

Reactions

Post a Comment

9 Comments

  1. Aapke blog ki desing bahut achchi hai

    ReplyDelete
  2. apka blog bahut acha hai hindi me likhte hai isliye samjhna bhi asan hai thanks aise hi achi post share karte rahe How to develop personality in Hindi

    ReplyDelete
  3. सर आप बहुत अच्छा लिखते है मै आपकी Daily Reader हूँ आप हमेशा बहुत ही ज्ञान वर्धक जानकारिय शेयर करते है ...सर आपका बहुत बहुत धन्यवाद !

    ReplyDelete
  4. This is quite an amazing blog you have here, I was looking up how to start a blog on Google when i stumbled on your article because the blog I am using now was created by a friend for me. I love writing and i am really impressed by it. I'm not that great at writing but i do hope you read LightDl.Xyz or Phoneky on my website and give me feedback. Fell free to mail me at francawhyte447@gmail.com if you can give me any tips. Thanks in advance.

    ReplyDelete