Backlink kya Hoti Hai in hindi | What is Backlink ?

Anonymous
By -
0
Backlink kya hoti hai (What is Backlink:

Chaliye to Main aapko sadharan shabdon mein batata Hun ki backlink hota kya hai


Backlink ek aisi link hai Jo ek website se dusri website ko milti hai aur yah search engine mein website ki ranking sudharne mein kam aata hai isliye Search Engine Optimization ke hisab se Backlink website ke liye bahut hi important Mana jata hai
Backlink se kisi ek website ke traffic ko dusri website per jaane ka rasta Mil jata hai

 example ke taur per Man lijiye kisi website per bahut adhik traffic hai aur aap use website se backlink banate hai to use website se kuchh Visitor use link per click karke aasani se aapki website per pahunch sakte hain aur is tarah aapke website ka traffic bhad jata hai aur sath hi search engine ranking bhi badh jaati hai.

Types of Backlink in Hindi

1 Do Follow Backlink

Do Follow link aapke website ki ranking ko badhane mein kafi madad karta hai kyunki aise links per click karke ek website ke visitor dusri website ki taraf jaate Hain sath hi Do follow Backlink ke search engine ko bhi index karte Hain

2 No Follow Backlink

No Follow Backlink vahan links hoti hai jis per click karke visitor ek website se dusri website per pahunch to jaate Hain parantu aise links search engine mein Crawler nahin hoti matlab no follow backlink page ki ranking ke liye useful nahin hoti

3 High Quality Backlink

Koi bhi aisi website jiska domain authority aur page authority kafi acchi hai Matlab DA aur PA 50+ hai vahan se bane bagga Link ko high quality backlinks kaha jata hai Jo ek website ke liye bahut achcha hai

4 Low Quality Backlink

Spam site se bani backlinks low quality backlink mein aati hai aise links ki koi value nahin hoti aise links website ke liye acchi nahin Mani jaati

5 Internal Backlink

Internal backlinks same Domain ke andar hi ek page se dusre page ya ek post se dusre post per jaane ke liye Di jati hai unhen internal backlinks kaha jata hai

Tags:

Post a Comment

0Comments

Post a Comment (0)