How To Fastest Growing YouTube Channel In Hindi

YouTube Channel Ko Fastest Tareke Se Grow Kese kre.Chaliye iske bare mein step by step jante Hain



Aap yah jaankar heran hoga ki aapke YouTube videos per jyada se jyada views suggested Video ke madhyam se aata hai Na ki direct search se
Yah alag baat hai ki aap kisi video ke liye sabse upar rank kar rahe hain to search ke madhyam se aap jyada Traffic payenge. Aankde batate Hain ki 40% se 60% Traffic Suggested Videos Se aata hai. Per agar aap top videos mein nahin hai to aapko jyada focus apne videos ko Suggested videos main Lane ka hona chahieye
Agar aap ka video suggested videos mein aata hai to aap lakhon views Pa sakte hain. Isase pahle ka sabse aasan tarika


Step1: Apne subject se sambandhit popular videos search Karen.

Aap jis subject per videos banana chahte Hain usse related aisi videos dhundhe jis per adhik views ho.hamara uddeshy sirf yahi hoga ki Ham apni videos ko sabse jyada dekhi Gai videos ke Suggest Me dikha sake


Apne subject se sambandhit popular videos ko kaise dhundhe

  • YouTube Search: YouTube search ke madhyam se apne subject se sambandhit keyword ko aap search box mein type Karen. Aur is video ko select Karen jis per adhik views hai

  • Competitors YouTube channel: aap apne competitor ke popular videos mein sabhi selecte kar sakte hain



Step2: Behtar aur lambi avadhi ka sequel video banaen

Ab Jo aapane apne subject se sambandhit ek popular video Chun liya hai, aapko usse behtar aur lamba video banana hai.

Yah kyon jaruri hai

Kuchh samay pahle YouTube ne ek research paper ka prakashan Kiya. Jo samjhata hai ki Suggested Videos kaise kam karta hai. YouTube expected watch time per adhik dhyan deta hai.
Simple shabdon mein kahe to user aapki video per click karne ke bad aap ki video kitne samay Tak dekhta hai. YouTube ke liye bahut important hai. Jin videos per user jyada samay tak rukta hai YouTube unhe jyada protsahit karta hai.


Apni video ko behtar kaise banaen?

Aapke video ka intro badhiya hona chahie.
Yah kyon jaruri hai: YouTube Experts batate Hain ki video ke shuruaati 15 second bahut important hote Hain. Agar aapke viwers ke videos me intereste firs 15s kho Diya to vah kisi aur video per Chala jaega.


Best intro Kese Bnaye

Video ke first sentence mein aap aap yah bataen ki aap video mein kya batana chahte hain aur vaha unke liye kis prakar badhiya sabit ho sakta hai

Iske turant baad aap apna video shuru kar sakte hain


Step3: videos ko optimise Karen

Main jyada Teri yad dekha hai ki jitne bhi YouTube per new hai vah acchi video banakar YouTube per upload dhokha dete Hain parantu use optimise nahin karte. Jiski vajah se Na to vah suggeste main jaati hai aur na hi use per acche views aate Hain.


Suggested Videos Ke Liye Optimise

Video Titel: Videos ke title mein keyword ka use Karen. Aapka Jo ek focus keyword hai use focus mein rakhkar video ka title likhe

Video Description: SEO main description ka part bahut jaruri hai. Discretion matlab aap jis bare mein video upload kar rahe hain uske bare mein Puri jankari dena jaruri hai

Tags: Description ke theek niche hi tag ka option aata hai. Tag ka matlab hota hai keywords.

Custom Thumbnail: custom thumbnail ka matlab apne anusar video ka poster lagana. Jo ki logon ko apni aur khinchne ka bahut hi aasan tarika hai.

Maine Jo aapko open step bataen hai yadi aap unko follow karta hai to aapke video bhi suggeste Me Aayenge
Reactions

Post a Comment

6 Comments

  1. सर आप बहुत अच्छा लिखते है मै आपकी Daily Reader हूँ आप हमेशा बहुत ही ज्ञान वर्धक जानकारिय शेयर करते है ...सर आपका बहुत बहुत धन्यवाद !

    ReplyDelete
  2. Thanks Bro, Bahut acchi Jankari Hai.

    ReplyDelete