Write on trending topics
Agar aapke blog par traffic nahi aa raha hai or aapne bahut sare post likh liye hai to vaise main aap trending topic per post likh sakte hain
Trending topic ko khojne ke liye aap bahut se website ka istemal kar sakte hain Jin mai se ek Google Trends yahan per yeh pata lagaya ja sakta hai ki realtime mein use keywords ko kitne log search kar chuke hain
Quality content published Karen
Website traffic badhane ke liye yahan sabse pahla aur jaruri step hai jaise ki aapke dwara likha gaya content aapki website per visit karne walon ke liye useful Nahin hogi to to vah visitor aapki website per aana Pasand Nahin karega
Yahan tak ki Google bhi quality content per adhik focus karta hai aur unhen search engine mein rank deta hai.
Keyword research Karen
Aap apne block per regular aur useful article publication karte hain lekin artical ke liye keyword research Nahin karte Hain to aap ki post Google search result main show Nahin karegi aur aap ki website per original traffic Nahin aaega
Visual Content Add Karo
Blogs me images, infographics, aur videos ka use karo.
Attractive visuals engagement badhate hain aur blog zyada share hota hai.
Website ki loading speed badhaen
Aapko aapke website ka traffic badhane hai to iske liye aapko apni website ki loading speed theek karne hogi kyunki visitor vahi jata hai jaha Uske dwara search kiya Gaya article jaldi se open ho
Internet par privacy or security kaise banaye
SEO friendly URLs
SEO friendly URLs ONpage SEO se belong karta hai. yah search engine ko samajhne main madat karta hai ki aapki post kis baare mein hai.
Consistency Aur Patience Rakho
Blogging me success time aur effort leta hai.Regularly content banate raho aur apne readers ke feedback ko improve karne ke liye use karo.